...

2 views

#Naa jane
Na jane ye kaisa humare bhi sir per humar chada jb es dil ko bhi kisi se bepnah pyar hua...

Naa jane per kaise hume bhi ishq ka bhukhar chda or naa jane kb tu mere her marz ka hakim bna ...

es dil ko naa jane kb unse itna besumar pyar hua or naa jaane kaise aankho hi aankho me ikraar huaa...

naa jane kb ye gustaak dil unse yuh jaa bhida or bhida to bhida lekin uske saath unki kya apni bhi raato ki neendo ko haram kiya ...

naa jane kb ye dil bhi kisi ke liye itni joro se dhadkane laga or jo aj tk kabhi naa hua woh bhi hone lga jb phli nazar me aankhon hi aankhon mein takraar hui...

naa jane yeh dil bhi bhagawat per kyo utar aya jb ise kabhi kisi ki perwah hi naa thi to kyo yeh dil ek masoom si dilrubaa per jaa atka...

naa jane kb es dil ko kisi ki itni perwaah si hone lagi jo dil kabhi kisi ke bechain naa hua tha naa jane kaise dil me kisi ke liye jajbat umdane se lage...

naa jane ab peehu the great Ange kya btaye jb pyar se door tk ka hi koi wasta hi naa tha lekin ab dil bhi pyar bhare jajbato ko khul kr shabdo me batorne lagi...