...

3 views

Saal ka ankhri din.
saal ka ankhri din,
pyar ka bhi ankhri saal,
Maa baap ke samne ki thi minnate,
ab mita kar us yaadon ko,
chale naaya daur suru karne.

Yaad hai tumhara sara ilzaam,
lagaya tha mujh pr keh kar galati meri,
Khud na lade pyar ki jang ,
chhoda akela mujh medan me.

zakhmi dil mera, beizzat me
or kehte tum mene kiya tumhe beizzat?
Na tum chahiye, na tumhara swarthi pyar.
Hu akeli khush me, na jarurat kisi ke sath ka.
© black Rose