...

20 views

HEARTBREAK
Q mujhe ase chhod k chale ga a🙂
Kya meri a galti thi ki mene tumhe itna pyar dia.
Tumhare upper itna bharosa kiya.
Yaakin mano tumhare siba kisko dekha bhi nehi mene .
Par halat dekho kaha lae mujhe.

Tumhe pane k lia kitna kuch na kiya mene.
Par tum na mile hume.🙂
Har ek chahane walo se kehe di thi tumhara nam, sayad ahi guna kia the hum.

Kisika pyar pane k lia agar itna kuch karna pade to kya a pyar he ???Unhe chhodena hi sahi he🙂