...

5 views

kaliyo ki tarah
khilna sikho kaliyo ki tarah
mudna sikho kaliyo ki tarah
kyunki
kaliyo ka pyaar Suraj se kuch alag hai
kaliyo ka rujhaan Hawa se kuch alag hai
isliye
pyaar karo toh kaliyo ki tarah
ki kuchli jaaye toh bhi khusbu de
aur mehsus kari jaaye toh bhi khusbu de
.......
© Shrutaa402017