...

14 views

SAHI THA KABHI JO
Mera alfazon ka hissa tha wo ,
Mera lafzon ki takat tha jo,
Ban ka anjaan reh gyaa wo .

Meri duaao ma muraad tha wo,
Meri Safar ki manzil tha jo ,
Ban ka tamanna reh gyaa wo.

Zindagi ki dastano ka kirdaar ban ka tha aaya wo,
Meri likhai ka ehsas ban ka reh gya Jo,
Kyu tha Aisa wo.

Mera soachna ki wajah ban gyaa wo ,
Meri Dil ki dhadkan tha jo,
Mera tootna ka zariya ban gyaa wo .

Meri aakhon ki chamak tha wo ,
Meri muskaan ka Sahara tha jo,
Kya lamha tha hmara wo .

Ek maazi tha wo,
Ya haal tha kabhi jo,
Kya mustaqbil hoga wo.?


© naim_zoha