...

4 views

wrong number
#रॉन्गनंबर
बड़ी ज़ोर की बारिश हो रही थी। आसमान में बिजली कड़कड़ा रही थी पर घर पर बिजली गुल थी। तभी फोन की घंटी बजी और जीत ने रिसीवर उठा के कहा हैलो, कौन है? उधर से आवाज़ आई ओह, सॉरी, रॉन्ग नंबर, और फोन रख दिया गया। जीत को दो साल पहले की वो तूफानी रात याद आ गई। उस दिन भी तो... ek aise hi kisi ka call aaya tha aur uadhar bola wrong number use har yo tufani raat yaad aa rhe thi jis din yo call aata aur udhar se koe bolta wrong number yo soch pe par gya ki ye aadami hai kaun jo har tufani raat me call karta hai aur bolta hai wrong number yahi sochte sochte uske aankh kab lag gae pta hi nhi chala yo jab agle din collage jane ke liye taiyar ho rha tha tab vi uske maan me vhi baat khatak rahi thi aakhir ye hai kaun avi yo soch hi rha tha tabhi uske phone ke ghanti baji usne call receive kiya bola hello kaun to udhar se aavaj aaye tum college ke piche wale garden me mujhse milo jit ne kaha tum kaun ho aur mujhe kaise janti ho mai tumhe pahchanunga kaisa mai to tumhe janta vi nhi hu to uashar se aavaj aaye mai tumhe janta hu mere siwa waha us wakt koe nhi hoga yo elaka sunsan hai jit ne kha tum mere sath kuchh galat to nhi karoge udhar se aavaj aaye tum etna mt daaro be jhijhak aao tum , tum mujhse milke bhut khush ho jaoge jit ko kuchh samjh nhi aaya yo college ke pichhe wali garden me gya to vaha ek ledki thi jab jit ne use aage se dekha to use gale se lga liya yo jit ki bachpan ke dost thi ,preet , tab preet ne bataya yo hi thi jo har baar use tufani raat me call karti thi aur wrong number kah se call kaat deti thi uske baad preet ne sorry vi bola use ,jit ko gussa aaya tha magar yo use maf kar diya dono dost ek coffee shop par gaye aur waha dher sari bate ki uske baad yo ek dusre ko bye bol ke chal diye apne rashte .



© Goldi Singh
#writcostory#story#storychallenge#writcostorychallenge#challengeaccpected#wrongnumber