...

6 views

jindagi
dard chupa rahe he jindagi kat rahe har din aa raha he ja raha he jehar pike Ji rahe jingagi
kabi lagta he is jindki ka kya matalab fir shoch te he hamara dard kitana kam he jindagi kintu badi he aaj nahi to kal khatam honi he ise khudase kyu katam karu ye to god ne diya vardana he vandan ka apamaan kyu karu apna udesh kyu bhulu pareshani aati he jati he lekin jindagi ek bar milti he use kyu gavau mouit ek pal jidagi he salo ki to mouit se kyu daru kabhi gam to kabhi khushi he jindagi bar milti yahe kyu soch raha he marne ko kyu khud ko mita raha he apne dipreshan se bahar aa dekh duniya kitni hasin he jo tuze tode UN sava lose baher aa dekh tu kya he kya ban gaya jindagi muskurate jita tha aaj dipreshan me gava raha he apni jindagi badlne ki takat tuje he use badal jindagi muskura kar Ji yahi jindagi he
© krushnapriya