Aaj fir dekha maine use...
Aaj fir dekha maine use usi andaz me kaali kaali zulfein uski palkon tak thi aankhon me uski aaj bhi wahi chamak thi
Baaton me baatein uski aaj bhi utni hi pyaari thi nazrein jhuki huyi zulfon ki dori se bandhi thi
Hothon pe wahi pyaari si hasi thi chehre pe wahi noor tha dur se jab dekha use paaya maine ki saath uske aaj ek saaya kam tha
Kaali kaali zulfein uski palkon se hote uske labon pe tehri thi aankhein jheel se gehri uski aaj shayad kisi ki yaadon me halki nam thi
Aaj fir dekha maine use utni hi muhabbat se maanga karta hu jaise aaj bhi use usi shiddat se apni qismat me use
Aaj fir uska wahi noor mujhe nazar aaya naa jaane kyu mai apni hi muhabbat ko apne hi dil ki baatein kabhi bata naa paaya...
© All Rights Reserved