...

1 views

Tu Mera tha...
Tu wo sawera tha meri zindagi ka Jo mujhe zindagi bhar ka andhera de gaya
Tu wo anokha kissa tha meri zindagi ka jisne mujhse Mera har haseen kissa cheen liya
Tu wo daur tha meri zindagi ka jisne mujhse Mera har wo behtareen daur cheen liya
Tu wo dawa tha jisne zakhmo ko khured kar rakh diya
Tu wo sapna tha Mera Jo adhoora sa reh gaya!
© All Rights Reserved