...

10 views

Mere Jivan Me Tum
Ab bas rehta hai tumhara hi intezaar
Tumhari hasi aur wo sharartein
Mujhe bandh ke rakhti hai tumse
Wo nadaniya aur zid
Unhi se din banta hai mera
Saath nahi hai par hosla milta tumhise
Saath ho to lagta hai paa sakte hai duniya
Bas tumhara saath hi sab kuch hai
Kuch bhi kar sakta hun iske liye

© L00S3R