...

12 views

mera man
hi mera nam krushna priya he mujhe mogic pansad he gane me lata mangeshakar, kishor kumaar sangit R d barman ka pasand he mujhe nutra me sheedevi and jetentra pansand he jo gane likhate he unmese mujhe guljar sahab pasand he unke sabdo me jadu he ek kasak he me shesha unke likhe gane sunti hu or mujhe Rajesh khana or Mumataaj ki jodi pyari lagati he me krushna se prem karti hu unke jesa n gitakar he n sangitkaar na Acter na unke jesa sakha mujhe lagata tha ki dosti na me hi dokha he dost banau to dhoke denke kyu ki mene jinse bhi dil se dosti ki UN sabhi ne mere pit ke phiche kanjar bhoka he lekin do aise do dost he meri life me jinpar me aakh band kar kar bharosha karti hu or unhe kabhi dukhi nahi dekh sakati ek prerna prerana meri vo dost he jab me 12me thi tab se mere saat he usase har baat share karti hu dusare he binit aanand shreevaastav vo mujhe witro par mile bahat achhe he Ladkiyo ki respect karte he ab mujhe absosos kabhi nahi hoga ki mete dost nahi he in done se mujhe bohat lagav he me UN dono se prem karti hu kuki jis dosti me prem na ho vo tik hi nahi sakati lok kehate prem ladka ladki me hata he ye galat he dosto me bhi pyar hota he jo ki nisorth hota he ek mere dukh sukh batate to dusare ek idal ki tarah mera margdarshan karte he or mere mata pita jo mere liye bhagavaan he unke liye der sara pyar kyu ki unki vakhya kar du titani layak nahi hu lekin unhe ek achhi life jarur dena chahati hu kabhi kisi se bhi mene apne dil ki baat kul kar nahi kahi aaj kah rahi hu mujhe thoda samman or apnapan chahiye kyu ki me jaha hu mere mata pita ke alava meri ijjat bachha bhi nahi karta kyu ki me garib hu gav ki rahane vali hu or sundar bhi nahi hu me jesi hu vaisa hi kud ko exset kar liya kyu ki krushna ne mujhe aisa banaya to shoch sanjakar banaya hoga me life se ek chance magana chahati hu sabako ye dikhadu ki har ladaki paise ke piche pagal nahi hoti aapko pata he yaha mujhe pagal sabhit kiya he kyu ki mujhe anidipretion ko goliya chal rahi he to me pagal ho gai sab mujhse dur ho gaye jab meri tabiyat bhohat kharb thi meri10se BP kam ho gaya tha mujhe hosh bhi nahi tha tab mujhe hospital lejane ke bajay meri ma ka gar aane ka itajar ho raha tha kisi ne mujhe hat tak nahi lagaya kamchor pagal sab kam karne ke baat bhi yehi sunne ko milta he mera jivan aisi khuli kitab he jis par koi kuch bhi likh kar chala jata he me thik hu kehkar apne hoto par muskaan liye har roj jehar pina padata he mere mama ki do ladkiya he choti he badi badi ko bacche didi botale choti ko bhi di bolte he lekin badi se choti me or mujhse choti vo he lekin respect unko milti he mujhe to mere nam se pukarte he
© krushnapriya